70 Best Dard Bhari Bewafa Shayari, बेवफा शायरी (Urdu, Hindi)
Cheating in love has become a common practice these days and you should not invoke this infidelity from your heart and always be happy and share these bewafa shayari on your WhatsApp on Facebook Go and tell your friend about that unfaithful girlfriend and give your life a new path again and look for a new life partner.
It’s time for you to express your hate by cheat status towards individuals cheaters and unfaithful partners who doesn’t mean the need for true relationship. So here we have collected the very best बेवफा शायरी round the whole internet. Read and share these hindi & urdu shayari and allow your buddies and supporters be familiar with cheaters within their existence.
It’s time for you to express your hate by cheat status towards individuals cheaters and unfaithful partners who doesn’t mean the need for true relationship. So here we have collected the very best बेवफा शायरी round the whole internet. Read and share these hindi & urdu shayari and allow your buddies and supporters be familiar with cheaters within their existence.
जबरदस्त बेवफा शायरी इन हिंदी फॉर बॉयफ्रेंड, गर्लफ्रैंड-
बेवफा प्यार शायरी |
- Jo Tere Saare Khat Jala Kar Banayi,
Haye Uss Chai Ke Kya Kehne - Ab Ki Baar Aik Ajeeb Si Khwahish Uthi Hai Dil Mein,
Koi Tut Kar Chahe Mujhe Aur Main Bewafa Niklun - Yeh Bewafa’on Ki Duniya Hai Dil Sambhal Kar Chalna Umar,
Yahan Log Barbad Karne Ke Liye Bhi Mohabbat Ka Sahara Lete Hain - Mohabbat Mein Dil Ka Tutna Tum Kabhi Nahi Jaan Paoge,
Agar Hoti Logon Mein Wafa Toh Aaj Hum udas Na Hote - Karta Nahi Hai Tum Se Shikayat Yeh Dil Magar,
Kehna Yeh Chahta Hai Ke Tum Ab Woh Nahi Rahe - Maine Kab Manga Hai Tumse Apni Wafaon Ka Sila,
Bus Dard Dete Raho, Mohabbat Barhti Rahegi - Hum Jinhein Chahte Hain Woh Humein Chahte Bhi Nahi,
Auron Se Wafa Karte Hain Aur Humein Tukrate Bhi Nahi - Har Baar Abbas Ilzam Ishq Per Hee Acha Nahi,
Wafa Khud Se Hoti Nahi Khafa Mohabbat Se Ho Jaate Hain Log - Badal Jaate Hain Log Tanhaiyon Mein Akser,
Mohabbat Karke Bhi Kisi Se Jab Wafa Nahi Milti - Mohabbat Karke Dekha Toh Mohabbat Ki Pehchan Huyi,
Wafa Bus Naam Ki, Bewafa Ka Afsaana Hai - Lena Parega Ishq Mein Tark e Wafa Se Kaam,
Parhez Iss Marz Mein Hai Behtar Ilaaj Se - Hum Ne Mohabbaton Ke Nashe Mein Ussey Khuda Bana Daala,
Hosh Tab Aaya Jab Usne Kaha Ke Khuda Kisi Aik Ka Nahi Hota - Woh Jin Mein Chamakte Thay Wafa Ke Moti,
Yaqeen Jaano Woh Aankhen Bewafa Nikli - Unko Paas Wafa Agar Hota,
Aankh Meri Bhi Tar Nahi Hoti - Mohabbat Karne Walon Ko Mohabbat Raas Na Aayi Ab Tak,
Yunhee Nahi Yeh Khud Ko Bechara Aur Dilbar Ko Bewafa Kaha Karte Hain - Tere Jaane Ke Baad Badla Hai,
Warna Baalon Ka Rang Kaala Tha - Lafz Wafa Se Ab Woh Tasir Na Kar Qabool,
Is Aam Fehem Lafz Ke Maani Badal Gaye - Ik Umar Tak Main Uski Zarurat Bana Raha,
Phir Yun Hua Ke Uski Zarurat Badal Gayi - Woh Jo Hum Mein Tum Mein Qarar Tha,
Tumhe Yaad Ho Ke Na Yaad Ho - Chor Gaye Purane Saal Ki Tarah Purane Yaar Bhi,
Ussey Naya Saal Bhi Mubarak Naye Yaar Bhi Mubarak - Yeh Saal Bhi Guzra Hai Tere Pyaar Ki Manand,
Aate Huye Kuch Aur Tha Jaate Huye Kuch Aur - Yunhee Mausam Ki Adaa Dekh Ke Yaad Aaya Hai,
Kis Qadar Jald Badal Jaate Hain Insaan Jaana - Suno Main Bhi Talash Mein Hoon Kisi Apne Ki,
Koi Tumsa Ho Lekin Kisi Aur Ka Na Ho - Lipta Hai Mere Dil Se Kisi Raaz Ki Surat,
Woh Shaks Jisne Mera Hona Bhi Nahi Hai - Aap K Baad Har Gari Hum Ne,
Aap K Sath Hee Guzari Hai - Tere Liye Toh Khawab Tha, Aaya Guzar Gaya,
Aa Dekh Meri Zaat Kaise Bikher Gayyi - Gham Ki Deewar Hata Dee Maine,
Teri Yaad Bhi Aakhir Dil Se Mitaa Dee Maine - Ussey Poocho Azab Raston Ka,
Jis Ka Sathi Safar Mein Bichra Ho - Tum Jo Nahi Iss Baarish Mein,
Phir Aag Lage Iss Mausam Ko - Chaha Ke Yeh Aasmaan Hamara Hota
Khwahishon Ka Koi Kinara Hota,
Yeh Soch Kar Na Roka Uss Musafir Ko Hum ne
Dur Jaata Hee Kyun Agar Woh Hamara Hota - Haseeno Ne Haseen Ban Kar Gunaah Kia
Auron Ko Toh Kya Hum Ko Bhi Tabah Kia,
Paish Kia Jab Shayari Mein Humne Unki Bewafai Ko
Auron Ne Toh Kya Unhon Ne Bhi Wah Wah Kia - Yun Toh Koi Bhi Tanha Nahi Hota
Chah Kar Kisi Se Juda Nahi Hota,
Mohabbat Ko Majbooriyan Le Doobti Hain
Warna Khushi Se Koi Bewafa Nahi Hota - Mere Zakhmi Dil Ko Mohabbat Ki Dua De
Apne Bedard Dil Mein Thori Si Jagah De,
Jaa Bewafa Tujhse Kuch Nahi Hona
Mujhe Apne Honton Se Maut Ki Bad’dua De - Na Thi Jisko Mere Pyar Ki Kadar,
Ittefaq Se Ussi Ko Chah Rahe Thay Hum
Ussi Diye Ne Jalaya Mere Hathon Ko,
Jisko Hawa Se Bacha Rahe Thay Hum
Dard Bhari Bewafa Shayari In Urdu-
Urdu shayari bewafa pyar 2 lines |
- میں آپ کو چاہتا تھا جب آپ کے پاس کوئی نہ تھا ،
تم نے مجھے اس وقت چھوڑ دیا جب میرے پاس کوئی نہ تھا - یہاں تک کہ اگر وہ نہیں پوچھ سکتے ، ان کی حالت ،
یہ کہتے ہوئے گھبراتے ہیں کہ آپ کو یہ حق کس نے دیا ہے - اس کے والد زندگی بھر ان کے ساتھ رہنا بھی عجیب تھے ،
میں نے یہ بھی نہیں پوچھا کہ محبت سے یا یادوں کے ساتھ - اگر آپ کو اعتراض نہیں ہے تو میں ایک بات پوچھتا ہوں ،
تم کس سے پیار کرتے ہو جس نے مجھ سے سیکھا؟ - آپ کے دل میں یہی غلط فہمی ہے
- وہ زمانے کی مجبوریوں کو کہتے ہوئے بدل گئے ،
خود کو واضح الفاظ میں مت بولیں - میں بھی دیکھ رہا ہوں ،
کیونکہ ابھی میرا وقت نہیں آیا ہے - میں اس کا راز جانتا ہوں ، میں اس کا ہوں
لیکن کس کی طاقت نہیں اس نے مجھے سونے نہیں دیا - وقت آپ کو بتاتا ہے کہ لوگ کیا تھے ،
اور آپ نے ان کے بارے میں کیا سوچا؟ - تم ایک حیرت انگیز کام کرتے ہو ،
وہ آزاد نہیں ہے اور آپ کو سکون نہیں ہے - سب آتے ہین خیریت پوچنے ،
تم آ جا تو تو یہ نوبت ہی نہیں آئے - اوس کو یاد نہ ہوگا ہمارا چہرہ بھی ،
تمم شایری ہم جس کے نام کارتے ہیں - کبھی تور دینہ ، کبھی چور دینہ
یہ میرا دل ہے صحاب کرائے کا مکان نہیں - جھوتی موہبٹ ، میٹھھی باتین ، ست نبھا Ki کی کیسمین ،
کتنا کچھ کارتے ہین لوگ سرف وقات گوزارنے کے لئے - ہمارے شیر آ جا سدا بارسات رحتی ہے ،
کبھی بادل بارستے ہین کبھی آنکھین بارستی ہین - سہرہ کی تارہ تھی خوشک آنکین ،
بیریش کہاں دل میں ہو راہی تھی - تم جو ہوت تو بات اور تھی ،
اب کی بیریش تو سرف پانی ہے - وہ جس کی ہو گئی زندہ باد نوگما سرائے ہے ،
ہم سے کہنہ کے بھیگی جنوری فر لاؤٹ آئے ہیں - چائے ایک اور چیز ہے جو آپ کی آنکھیں کھولتی ہے ،
پہلا تو آج بھی دھوکہ دے رہا ہے - سوچا کہ وہ چاہے گا کہ ہم بہت کچھ ختم کردیں ،
لیکن ہم نے سوچا ، ہماری بھی خواہش ہے
اور ہم بھی ٹوٹ چکے ہیں - معافی غلطیوں کے لئے ہے ،
دھوکہ نہیں دیا گیا - اب کسی سے تحفہ لینے کی خواہش نہیں ہے ،
دل بہت ٹوٹا ہے ،
اب وہ تنہائی اچھی لگ رہی ہے - تم بدلاؤ ، غم سے بدلاؤ ،
لیکن یاد رکھنا اگر ہم بدل جاتے ہیں ،
تو آپ مڑتے رہیں گے - جب لوگ اپنے دل سے باہر آجاتے ہیں ،
ان سے بات کرنے سے دور ،
اس کے چہرے کو بھی نہیں دیکھتا ہے - ایک ہی چیز خراب ہوجاتی ہے ،
جو اچھا بن کر ٹوٹ جاتا ہے - اس وقت میں اسے یاد کرتا ہوں
جب اس کا کوئی دوسرا نہ ہو - یہ میرا عقیدہ تھا کہ آپ میرے شریک ہیں ،
آپ چلتے چلتے میرے ساتھ تھے
لیکن کسی اور کی تلاش میں - آپ کے ساتھ رہنے کے لئے محبت اتنا سستا نہیں ہے
بیوفا شایری - ہم اس سفر میں دھوکہ بھی دے سکتے تھے ، لیکن
رگوں میں دوڑنے سے فرق نہیں پڑتا ہے - پتہ نہیں میں کیسے مروں گا
لیکن یہ یقینی ہے کہ آپ کی بے وفائی بہتر ہوگی - کیوں وہ میری تکلیف محسوس نہیں کرتا ہے ،
وہ جو بہت اچھی باتیں کرتے تھے آپ کو جانتے ہیں
Read Also- Annkhen Shayari
That's all for this post. We hope that you have enjoyed this.
Labels: Bewafa Shayari, बेवफा शायरी
0 Comments:
Post a Comment
Subscribe to Post Comments [Atom]
<< Home